Wednesday, October 5, 2011

AATAM-BODH: VIJAY DASHMI PER VISHESH

AATAM-BODH: VIJAY DASHMI PER VISHESH: 31 minutes ago Ravi Ghayal Aj samay aa gaya hai jab hamain sochna hoga ki aaj hamaara yeh haal kyon hai.. Hum vijay dashmi manaate hai...

AATAM-BODH: VIJAY DASHMI PER VISHESH

AATAM-BODH: VIJAY DASHMI PER VISHESH: 31 minutes ago Ravi Ghayal Aj samay aa gaya hai jab hamain sochna hoga ki aaj hamaara yeh haal kyon hai.. Hum vijay dashmi manaate hai...

VIJAY DASHMI PER VISHESH




31 minutes ago
Ravi Ghayal
  • Aj samay aa gaya hai jab hamain
    sochna hoga ki aaj hamaara yeh 
    haal kyon hai..

    Hum vijay dashmi manaate hain 
    aur achhaaee ki buraaee per jeet ki 
    baatain karte hain.

    per kya kabhi socha hai ki aaj ka 

    her praan.....i raawan.(.jiske 

    marne ki khushi manaate hain) ke 

    mukaable main kitna achha 

    hai....rawan ne to ek sita ka 

    apaharan kiya aaj to na jaane 
    kitnbi sitaaye roj apaharan ki jaati 
    hain...kitne paap roz kiye jaate 
    hain kitne blaatkaar roz hote hain.

    Rawan ne to kewal request he ki 
    thee Sita se blaatkaar karne ka 
    kabhee pryaas bhee naheen 
    kiya...fir Rawan bura kaise hua..

    Kya aap naheen jaante ki
    Rawan ek mahaan Pandit aur 
    Gyaata tha...
    Vinnash kaale vipreet budhi
    waqat kabhee kisee ka saga 
    naheen hua
    jab bura waqat aata hai to achhe 
    se achhe aadmi ki mati bharasht 
    ho jaati hai
    Tab aadmi ka 
    bartaaw..man...vachan..karam...
    k
    uch bhee uske vash main naheen 
    rehta


    hoee hai soee jo raam rachi raakha 
    yeh ramaayan ka hi kehna hai
    fir hum rawan ko dosh kaise de 
    sakte hain...
    dosh to samay..ka...hua

    Aao aaj bajaaye Rawan ke sir dosh 
    madhne ke parampita parmaatma 
    se prarthna krain ki hame is 
    prakaar ke bure waqt se bachaaye.
    Hamain sadbudhee de aur agar 
    bura waqat hamaare bhaagya 
    main likha hee hai to us bure 
    waqat ko sanyam aur sadbudhee 

    se bina kisi nuksaan ke bitaane ka 
    vardaan de.